Ohh…. Jaana tere kitni pyari baatein hain…..
Jo dekhe tujhe thum jaati barsaatein hain.….
Teri nazraon mein kuch toh assi baat hai….
Wo haseena itni jitni uski yaadein hain.
Mujhko teri yaad aaye, raat bhar raat kyu na karte thi tu mujhse baat kar.
Khushbu teri dhunta aaj bhi hawao mein
hawaye na jo phoche mujh tak assi chaal hai.
Yeh khushumah mizaz ye mehakti fizaye.
Teri aankhein hain ya jannat ya uski apsaraye.
Kab aayegi tu wapas ab koi toh bataaye.
Jahaan sa leke ghumu inh aankhon mein basaaye.
Phir raha hu dar-badar iss rishte ko bachaaye.
Yeh aankhein hui nam kyu di aisi sajaayein.
Saja jo deti maut wo bhi iss se haseen.
Jo di hai tune maafi mujhe neend se uthaaye.
Kya haal meri zindagi ko hai koi khabar ?
Tasveer dekh din guzarein mushkil hai safar ?
To kuch toh hai naa dur mujhse keh de ek baar.
Khadi kyu hai khamosh tu kya reh gayi kasar?
Sazishen meri ki door tujhse na mai jau.
Aawaaz yeh teri ki bas tujh ko sunta jau.
Ghazal ka kya kahoon teri in mein mera jahaan basa doon thaam le.
Jo har kasam se duniya bhool jaaoon.
Yeh jhooth lagti raat jo saath tu nahi hai.
In mein jhooth lagti saansein jo paas tu nahi hai.
Inke jhooth lagta pal mujhe kuch saara hai.
Jo tere bin yeh jhooth lagti duniya jo saath hum nahi hai.
Ismein boot jo hai baarish ki figaar hi na kyon mujhe dekh le.
Tu ek dafa bata de kya main tu tujhe.
Laazmi nazm meri hai zikr tera is kadar ab de tu ya nahi sakam.
Sawaade lagte gham mujhe kahaan se dhoond laoon tujhe tu khoya hi nahi kabhi.
Saath reh kar mere har pal mera hua hi nahi.
Jo nazm main likh hoon toh aagaaz tu anjaam hoon.
Ek tere hone se lagegi saath mere hai zabi.
Tera hi chehra bas gaya meri nazron mein.
Tera ban ke saaya saath kyon na reh sake.
Meri duaa mein baaqi kahaan reh gaye tum.
Jo ho ke paas saath hum na reh sake.