Shiddat bhare iss ishq mein jaana Mukaddar bhi jalta hai tujhse , Rakhti ho samne kya chanda tum mama Dikhta wo kewal ab tumme Galti hui kya ab mujhse o pyari Kuchh bacha nai ab mujhme 100 git likhe toh tumko sunane ko Par aye nai tum sunne , hayeeee Sunte bhi kaise , rona mera waise zaruri toh tha Dil ka hai kya , usko toh kab ka hi tod diya Tera na hone mere zindagi ne ek bada mod liya O re piya, dil kya kiya Jo kabhi maine tha tujhko diya Jhinjhod diya tune khoon piya Sukha mara chhod diya Yeh dil mera mera na hua Puchhun zara isse kya hua ?x2 Kuchh bata (last) Kuchh toh bata tujhe hua hai kya Na koi khabar maine tera liya Dil hi toh hai akhir bolega kya Kisi aur ko maine tha saump diya (I am sorry) Galti ki maine aur galti hi karta hun Sudharne ka ek mujhe mauka toh de Insaan hun main bhi na manle re dil Dhadakna shuru kar ab badla toh na le Waps banayenge apna kila tu aur main usme honge sada Koi nahi kabhi chhedega tujhko (kasam se) Duniya ko humbhi kar denge mana Hota hai kya tujhe pata wafa Chhota sa bacha tu maasoom raha Kitno ne khela hai tere sachi Beparwa hoke main dekhta raha Khamosh hai kyun dil (pause) batein nahi kabhi karega kya ? Bachpan se tu hi tha kahta raha Kisi ko de de atta maza De toh diya tera mana main sab Insaan bas khelta hai tu manega kab Khoon bhada ek mans hai tu Jalata rahega tu mera yeh rakt Yeh dil mera tera na hua Puchhun zara isse kya hua ?x2 Kuchh bata (last)