Jaana o jaana tu rahlegi kya Mere jitna gham tu sahlegi kya? Jaana ho jaana tu rahlegi kya Mere jitna gham tu sahlegi kya? Kabse haan kabse hoon main khada yaha Mere jitna sabar tu kar legi kya? Karlegi kya? Sahlegi kya? Main jo khol dun raaz saare patte bikhar jaayenge Kya sab chhor ke hamari gali aayenge Ya gali ke saamne se wapas mud jaayenge Phir mere saath naa-insaafi kar jaayenge Insaaf ki bhee baatein main to kisse kar raha hun Jo chhore aadhe raaste uski raah dekh raha hun Us be manzil raaste pe khud he chal raha hun Ya asharwaorushukh hai jo mujhe khinch raha tu Main khudse darta hun Kuch na kar jaaun Jaana teri kasam Bin main mar-ta hun Jaise karza tu Mere seene mein Tu utarti nahi Mujhe jeene de Tu chup hoja Mujhe sone de Jitna tuta hua Sab jodne de Jitne bure khwaab Sab todne de Mujhe bas! Tujhko bhulne de Tere bin har din Lage kaatu kaise din Main light karke dim Sochu tera mera scene Yea dil jaane na Kaise rahe tere bin Kaaynat se puch Kya main kiya tere liye Har dukh bhare pal ko Kitna jiya tere liye Par dil mera bana Khilona tere liye Wafa ke badle tune Bas gham Mujhe diye Jaana o jaana Gham sah legi kya? Maine intezaar kiya jitna Wo kar legi kya? Jaana o jaana Dil hai nahi kya? Maine saha hai jitna Wo sahlegi kya? Ishq da rang tera jhuthaa Aur jhuthi hai tu maahi Manzil main banna chaaha Par bana bas main raahi Ishq da rang tera jhuthaa Aur jhuthi hai tu maahi Manzil main banna chaaha Par bana bas main raahi Ishq da rang tera jhuthaa Aur jhuthi hai tu maahi Manzil main banna chaaha Par bana bas main raahi Ishq da rang tera jhuthaa Aur jhuthi hai tu maahi Manzil main banna chaaha Par bana bas main raahi Bana bas main raahi