Rootha Main-文本歌词

Rootha Main-文本歌词

Siddhant Bansal
发行日期:

Suna hai dard ka alag hi hai maza Din guzre ab kitne na main roya na hasa Saansein sard meri dil jal ke ab dhua Jo hua hai mujhe haan tujhe bhi hua Rootha main yahan tum bhi baithe ho khafa Kuch bacha nahi kya humare darmiyaan Toota main yahan bikhre tum bhi ho wahan Kuch bacha nahi kya humare darmiyaan Shab-e-furqat jo thi toh aisa tha laga Woh raat beeti magar savera na hua Baat itni bhi toh bigdi thi kahan Phir milengay kabhi fursat se zara Rootha main yahan tum bhi baithe ho khafa Kuch bacha nahi kya humare darmiyaan Toota main yahan bikhre tum bhi ho wahan Kuch bacha nahi kya humare darmiyaan Rootha main yahan tum bhi baithe ho khafa Toota main yahan bikhre tum bhi ho wahan Rootha main yahan tum bhi baithe ho khafa Toota main yahan bikhre tum bhi ho wahan Munasib na lage mujhko ab dooriyan Kya khush ho tum bhala lekar yeh faisla