Mere Dewata Baba Sahab-文本歌词

Mere Dewata Baba Sahab-文本歌词

Om Prakash Diwana
发行日期:

Jay bheem jay bheem jai samvidhan Jay ho Bharat mera mahan Karjdar hai rom-2 karjdar hai rom rom baba tere upkar ka Mere dewata baba sahab numbar one sansar ka yaro number one sansar ka Antara khatam kar gaye jo raja tantra ko Laye hai bharat me jantantr ko Rani pet se raja hoga nhi Bailet se hoga diye mantr ko Bahujan ki chinta bahujan ki chinta me chita jala diye parivar ka Antara Daren Samvidhan se hi jatiwadi Mitane ko kahte hai manuwadi Mitane walon khak ho jaoge Munadi baja di ambedkarwadi Samvidhan me jaan bsa hai sab ke hak adhikar ka Antara Baba ka sapna hai sapna bana Apnon ka dushman hai apna bana Khatam kar do yaron manuwad ko Jo sab ke jahen ka kalpna bana Padi jarurt ab sonu Diwana ko hathiyar ka