Pehli baar mili
Mil kar jaan gayi
Mere dil ki
Shayari
Shayad kho gayi
Thi yeh baat kahin
Par ab mili
Toh aise jaise
Naya din nayi raat
Naya khwaab aur tera saath
Samandar ke paas
Zaraa meri sunn pukaar
Haan kar le pyaar
Phir pehli baar
Haan kar le pyaar
Phir pehli baar
(Instrumental)
Chaanv mein baithe baithe
Sochu ke tu mera kaise
Roshni mili teri khila khila
Ek phool main
Mujhmein ghuli
Aadatein teri
Khwaab mein kahin
Kho gayi zameen
Naya din nayi raat
Naya khwaab aur tera saath
Samandar ke paas
Zaraa meri sunn pukaar
Haan kar le pyaar
Phir pehli baar
Haan kar le pyaar
Phir pehli baar
Hmm le pyaar
Pehli baar
Hmm Hmm
Pehli baar