Samundar Mein Nahake (From ”Pukar”)-文本歌词

Rahul Dev Burman&R. D. Burman
发行日期:

Samundar Mein Nahake (From \"Pukar\") - Rahul Dev Burman/R. D. Burman

Written by:Rahul Dev Burman/Gulshan Bawra

Hey juli yeah juli

Samundar mein nahaake aur bhi namakin ho gayi ho

Are laga hai pyaar ka woh rang

Are laga hai pyaar ka woh rang

Ki rangin ho gayi ho ho ho

Samundar mein nahaake aur bhi namakin ho gayi ho

Dekha tujhko to dil mein aaya dekhataa hi rahoon

Bhige bhige badan ko tere khilataa kamal kahoon

Meri najar ki tum bhi

Meri najar ki tum bhi

Shaukin ho gayi ho ho ho

Samundar mein nahaake aur bhi namakin ho gayi ho

Hasti ho to dil ki dhadakan ho jaaye aur jawaan

Chalati ho jab lehraake to dil mein uthe tufaan

Pehele ki behtar aab to

Pehele ki behtar aab to

Behtarin ho gayi ho ho ho

Samundar mein nahaake aur bhi namakin ho gayi ho

Laga hai pyaar ka woh rang

Laga hai pyaar ka woh rang

Ki rangin ho gayi ho

Samundar mein nahaake aur bhi namakin ho gayi ho ho